MIRZA GHALIB POETRY IN URDU 2 LINES – LOVE & SAD POETRY BY GHALIB

Mirza Ghalib poetry in Urdu

Here, you can read well-known and the best from Mirza Ghalib Poetry in Urdu & Shayari. Poetry is the best way to describe your feelings. Two-line poetry is read by most people these days. That’s why this collection includes the most beautiful couplets.

When it comes to emotions, you can find excellent emotional poetry in Urdu.

Here, you are near to reading the famous 2-line Urdu poetry by Mirza Ghalib in Urdu.

Mirza Ghalib poetry in Urdu 2 lines

Mirza Ghalib Poetry in Urdu
Mirza Ghalib Poetry in Urdu

رنج سے خوگر ہوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج
مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں

Ranj se khogar hua insaan to mit jaata hai ranj
Mushkilein mujh par padi itni ke aasaan ho gayin
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہیں اور بھی دنیا میں سخن ور بہت اچھے
کہتے ہیں کہ غالبؔ کا ہے انداز بیاں اور

Hain aur bhi duniya mein sukhanwar bohat achhe
Kehte hain ke Ghalib ka hai andaaz bayan aur
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry in Urdu 2 Lines
Mirza Ghalib poetry in Urdu

بسکہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا
آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا

Baska mushkil hai har kaam ka aasaan hona
Aadmi ko bhi maysar nahi insaan hona
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نہ تھا کچھ تو خدا تھا کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا
ڈبویا مجھ کو ہونے نے نہ ہوتا میں تو کیا ہوتا

Na tha kuch to Khuda tha, kuch na hota to Khuda hota
Duboya mujh ko honay ne, na hota mein to kya hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

mirza ghalib poetry in urdu text

آہ کو چاہیئے اک عمر اثر ہوتے تک
کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک

Aah ko chahiye ek umr asar hote tak
Kon jeeta hai teri zulf ke sar hote tak
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قرض کی پیتے تھے مے لیکن سمجھتے تھے کہ ہاں
رنگ لاوے گی ہماری فاقہ مستی ایک دن

Qarz ki peete the mai lekin samajhte the ke haan
Rang laye gi hamari faqah masti ek din
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کوئی میرے دل سے پوچھے ترے تیر نیم کش کو
یہ خلش کہاں سے ہوتی جو جگر کے پار ہوتا

Koi mere dil se pooche tere teer-e-neemkash ko
Yeh khalish kahan se hoti jo jigar ke paar hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry in Urdu 2 Lines -
Mirza Ghalib Poetry in Urdu

ریختے کے تمہیں استاد نہیں ہو غالبؔ
کہتے ہیں اگلے زمانے میں کوئی میرؔ بھی تھا

Rekhte ke tumhe ustaad nahi ho Ghalib
Kehte hain agle zamane mein koi Mir bhi tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کعبہ کس منہ سے جاوگے غالبؔ
شرم تم کو مگر نہیں آتی

Kaaba kis munh se jayoge Ghalib
Sharam tum ko magar nahi aati
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بازیچۂ اطفال ہے دنیا مرے آگے
ہوتا ہے شب و روز تماشا مرے آگے

Bazeecha-e-atfal hai duniya mere aage
Hota hai shab o roz tamasha mere aage
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رگوں میں دوڑتے پھرنے کے ہم نہیں قائل
جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو پھر لہو کیا ہے

Ragon mein dorhte phirne ke hum nahi qail
Jab aankh hi se na tapka to phir lahoo kya hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانا
درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جانا

Ishrat qatra hai dariya mein fana ho jaana
Dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا
اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے

Mohabbat mein nahi hai farq jeene aur marnay ka
Isi ko dekh kar jeetay hain jis kaafir pe dam nikle
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

mirza ghalib poetry in urdu love

ان کے دیکھے سے جو آ جاتی ہے منہ پر رونق
وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے

Inke dekhe se jo aa jaati hai munh par roshan
Woh samajhte hain ke bimaar ka haal achha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن
دل کے خوش رکھنے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin
Dil ke khush rakhne ko Ghalib, yeh khayal achha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

درد منت کش دوا نہ ہوا
میں نہ اچھا ہوا برا نہ ہوا

Dard-e-muns kash dawa nahi hua
Main na achha hua, bura nahi hua
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قرض کی پیتے تھے مے لیکن سمجھتے تھے کہ ہاں
رنگ لاوے گی ہماری فاقہ مستی ایک دن

Qarz ki peete the mai lekin samajhte the ke haan
Rang laye gi hamari faqah masti ek din
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کہاں مے خانہ کا دروازہ غالبؔ اور کہاں واعظ
پر اتنا جانتے ہیں کل وہ جاتا تھا کہ ہم نکلے

Kahan mai khana ka darwaza Ghalib, aur kahan wa’az
Par itna jaante hain kal woh jaata tha ke hum nikle
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

mirza ghalib poetry in urdu sad

عشق نے غالبؔ نکما کر دیا
ورنہ ہم بھی آدمی تھے کام کے

Ishq ne Ghalib nakaam kar diya
Warna hum bhi aadmi the kaam ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا
اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا

Yeh na thi hamari qismat ke visaal-e-yaar hota
Agar aur jeetay rehte yehi intezaar hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آہ کو چاہیئے اک عمر اثر ہوتے تک
کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک

Aah ko chahiye ek umr asar hote tak
Kon jeeta hai teri zulf ke sar hote tak
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رنج سے خوگر ہوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج
مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں

Ranj se khogar hua insaan to mit jaata hai ranj
Mushkilein mujh par padi itni ke aasaan ho gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بسکہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا
آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا

Baska mushkil hai har kaam ka aasaan hona
Aadmi ko bhi maysar nahi insaan hona
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

MIRZA GHALIB POETRY IN URDU (مرزا غالب ) 

کعبہ کس منہ سے جاوگے غالبؔ
شرم تم کو مگر نہیں آتی

Kaaba kis munh se jayoge Ghalib
Sharam tum ko magar nahi aati
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آئینہ کیوں نہ دوں کہ تماشا کہیں جسے
ایسا کہاں سے لاؤں کہ تجھ سا کہیں جسے

Aa’ina kyun na doon ke tamasha kahin jise
Aisa kahan se laaon ke tujh sa kahin jise
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آئینہ دیکھ اپنا سا منہ لے کے رہ گئے
صاحب کو دل نہ دینے پہ کتنا غرور تھا

Aa’ina dekh apna sa munh le ke rah gaye
Sahib ko dil na dene pe kitna gurur tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن
دل کے خوش رکھنے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin
Dil ke khush rakhne ko Ghalib, yeh khayal achha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ان کے دیکھے سے جو آ جاتی ہے منہ پر رونق
وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے

Inke dekhe se jo aa jaati hai munh par roshan
Woh samajhte hain ke bimaar ka haal achha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بے خودی بے سبب نہیں غالبؔ
کچھ تو ہے، جس کی پردہ داری ہے

Be khudi be sabab nahi Ghalib
Kuch to hai, jis ki pardadari hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آئے ہے بیکسی عشق پہ رونا غالبؔ
کس کے گھر جائے گا سیلاب بلا میرے بعد

Aaye hai beqasi ishq pe rona Ghalib
Kis ke ghar jaayega sailaab bala mere baad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

mirza ghalib shayari in urdu 2 lines

بندگی میں بھی وہ آزادہ و خودبیں ہیں کہ ہم
الٹے پھر آئے در کعبہ اگر وا نہ ہوا

Bundagi mein bhi woh azaad o khudbeen hain ke hum
Ulta phir aaye dar kaaba agar wa na hua
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بہت دنوں میں تغافل نے تیرے پیدا کی
وہ اک نگہ کہ بہ ظاہر نگاہ سے کم ہے

Bohat dinon mein tghaful ne tere paida ki
Woh ek nigaah ke ba zahir nigaah se kam hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کیا وہ نمرود کی خدائی تھی
بندگی میں مرا بھلا نہ ہوا

Kya woh Namrood ki khudaai thi
Bundagi mein mera bhala na hua
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بوسہ دیتے نہیں اور دل پہ ہے ہر لحظہ نگاہ
جی میں کہتے ہیں کہ مفت آئے تو مال اچھا ہے

Bosa dete nahi aur dil pe hai har lamha nigaah
Ji mein kehte hain ke muft aaye to maal achha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم سلامت رہو ہزار برس
ہر برس کے ہوں دن پچاس ہزار

Tum salamat raho hazaar baras
Har baras ke hon din pachas hazaar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib poetry in Urdu

مرتے ہیں آرزو میں مرنے کی
موت آتی ہے پر نہیں آتی

Martay hain arzoo mein marnay ki
Maut aati hai par nahi aati
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ترے وعدے پر جیے ہم تو یہ جان جھوٹ جانا
کہ خوشی سے مر نہ جاتے اگر اعتبار ہوتا

Tere wade pe jiye hum to yeh jaan jhoot jaana
Ke khushi se mar na jaate agar etbaar hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس سادگی پہ کون نہ مر جائے اے خدا
لڑتے ہیں اور ہاتھ میں تلوار بھی نہیں

Is saadgi pe kaun na mar jaaye ae Khuda
Ladte hain aur haath mein talwaar bhi nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کی مرے قتل کے بعد اس نے جفا سے توبہ
ہائے اس زود پشیماں کا پشیماں ہونا

Ki mere qatl ke baad usne jafa se toba
Haye is zood pasheman ka pasheman hona
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن
دل کے خوش رکھنے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin
Dil ke khush rakhne ko Ghalib, yeh khayal achha hai

ABOUT THE POET

Yahan apny Mirza Ghalib Poetry in Urdu or Hindi Shayari ko Urdu fonts aur Roman Urdu/Hindi mein parha hai. Mirza Ghalib (مرزا غالب) Urdu shairon mein ek bara naam hai. kamal ki ghazals, qasida, rubai aur Marsiyah likhe hain. Unki shayari do aam mawadon; mohabbat aur falsafah, par mabni hai.

Mirza ghalib ak shaandaar Farsi aur Urdu shair tha. Mirza Asadullah Baig Khan ki paidaish 27 December 1797 mein hua aur wafat 15 February 1869 ko 71 saal ki umar mein hui.

Unki lajawab shayari unke mashhoor hone ka asar hai. Wo Urdu parhne walon ke darmiyan se mashhoor hain. Unki shayari sach mein khoobsurat hai aur dil ko choo leti hai. Yahan main unky mashhoor sher diye hain.

WHY 2 LINE POETRY?

Aaj kal two line ki Urdu shayari nojawanon ke darmiyan mashhoor hai. 2 line poetry ki Urdu Shayari aapko aasani se apne jazbat bayan karne ka mauqa deti hai aur aap ise yaad rakh sakte hain aur kisi ko bhi forward kar sakte hain.

Aap inhe Whatsapp ya FB status ke taur par istemal kar sakte hain. Urdu status poetry zyadatar Pakistani logon ki taraf say search ki jati hai, is liye ab wo ise dono fonts mein parh sakte hain aur kahin bhi share kar sakte hain.

About Hanzla

I am Hanzla, founder of Ak Urdu Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Hanzla →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *