Best 40+ December Poetry in Urdu with Text and Images

December poetry in Urdu

December poetry in Urdu / Shayari in Urdu & Hindi comes from here. We have many of the latest collections of December poetry in Urdu for friends in Hindi text. December sad poetry in Hindi Quotes available. Read and download 31 December quotes in Hindi / Status in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images, and share them on social media and What’s App friends.

Udas Poetry | Udasi Shayari in Urdu 2 lines SMS| DIL /Zindagi Sad Ghazal 

December’s status in Urdu mood romantic status download in English text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and lyric quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the most delinquent collection of Urdu and Hindi poets. Our crew uploads all Alvida December poetry in Urdu on this site daily. 

You can find your famous poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked December poetry in Urdu 2 line Collection, please let us know by commenting below—Android 16 December black day poetry for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher are available here.

December poetry in Urdu text

ہر طرف سے ہو رہی ہے تجھ پہ شاعری💯
اے دسمبر تیری خاصیت کیا ہے😕

Har taraf se ho rahi hai tujh pe shayari 💯
Ae December teri khasiyat kya hai? 😕
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم عشق کرو اور درد بھی نا ہو🖤
گویا دسمبر بھی ہو اور سرد بھی نا ہو_💔

Tum ishq karo aur dard bhi na ho🖤
Goya December bhi ho aur sard bhi na ho_💔
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ سال✌🏻 بھی اداسیاں دے 🥺کر جاُرہا ہے🤕
تم سے ملے بغیر 🤕دسمبر بھی 😱جارہا ہے♥️👀✌🏻

Ye saal✌🏻 bhi udasiyan de 🥺kar ja raha hai🤕
Tum se mile baghair 🤕December bhi 😱ja raha hai♥️👀✌🏻
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جمع پونجی یہی ہے عمر بھر کی
*مری تنہائی اور میرا دسمبر🦋🎀

Jama Ponji yehi hai umr bhar ki
*Meri tanhai aur mera December🦋🎀
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

25 december poetry in urdu

کچھ تعلقات دسمبر اور جنوری کی طرح ہوتے ہیں🥀
رشتہ کافی نزدیک کا اور دوریاں پورے سال کی۔۔۔🖤🥺🖤🥀

Kuch taluqat December aur January ki tarah hote hain🥀
Rishta kafi nazdeek ka aur dooriyan poore saal ki.🖤🥺🖤🥀
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دسمبر کا آخری یخ بستہ دن ہے
زندگی کا ایک اور برس تمام ہوا

December ka aakhri yak basta din hai
Zindagi ka ek aur baras tamam hua
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

الوداع اے ڈوبتے سورج کی افسُردہ کِرن ۔۔
اے دسمبر کی ٹھٹھرتی آخری شام الوداع ۔۔۔🖤🥀

Alvida ae doobte sooraj ki afsurda kirn.
Ae December ki thatharti aakhri shaam alvida.🖤🥀
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏مجھے موسم سے کیا لینا نومبر ہو دسمبر ہو
میرے سب رنگ تجھ سے ہیں بہاروں کے خزاؤں کے

Mujhe mausam se kya lena November ho December ho
Mere sab rang tujh se hain bahaaron ke khazaon ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دسمبر اب کے جاؤ تو مجھے بھی ساتھ لے جانا
مجھے بھی شام ہونا ہے مجھے بھی گمنام ہونا ہے

December ab ke jao to mujhe bhi saath le jana,
Mujhe bhi shaam hona hai mujhe bhi gumnaam hona hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

لوٹ آؤ کہ ابھی بھی کچھ نہیں بگڑا
ابھی بھی باقی ہے ایک رات دسمبر کی

December ab ke jao to mujhe bhi saath le jana,
Mujhe bhi shaam hona hai mujhe bhi gumnaam hona hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

december poetry in urdu sms

دسمبر میں کہا تھا نا کہ تم واپس لوٹ آو گۓ
ابھی تک تم نہیں آئے دسمبر تو لوٹ آیا ہے

December mein kaha tha na ke tum waapas loot aao ge
Abhi tak tum nahi aaye December to loot aaya hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں آخر کیوں دسمبر کو سبھی الزام دے ڈالوں.!
تیری یادیں کب مہینوں کا کوئی لحاظ کرتی ہیں.🔥🖤

Main aakhri kyun December ko sabhi ilzaam de daalon!
Teri yaadein kab mahinon ka koi luhaz karti hain.🔥🖤
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کاش کوئی جا کے بتائے اس کو
میں اور دسمبر ختم ہو رہے ہیں

Kash koi ja ke bataye is ko
Main aur December khatam ho rahe hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سخت جان لیوا یہ نومبر دسمبر کی شامیں۔
بس اوڑھنے کو غم ہیں، اور پینے کو چائے☕

Sakht jaan lewa ye November December ki shaamein.
Bas uthne ko gham hain, aur peene ko chai☕
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کسی کو اتنا نہ ستاؤ کہ وہ زندگی کی بازی ہی ہار جائے
مسلسل بارشوں سے گر جاتے ہیں کبھی کبھی پکے مکان بھی

Kisi ko itna na staao ke woh zindagi ki baazi hi haar jaaye
Musalsal barishon se gir jaate hain kabhi kabhi pake makaan bhi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

alvida december poetry in urdu

ان دنوں تعلق تھوڑا مضبوط رکھنا سنا ہے
دسمبر کے بچھڑے کبھی نہیں ملتے

In dinoon talluq thoda mazboot rakhna suna hai
December ke bichhde kabhi nahin milte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بارش کی بوندیں ہی اسے میری یاد دلا دیں
بارش میں کبھی ہم بھی ساتھ چلے تھے

Barish ki boondain hi use meri yaad dila dein
Barish mein kabhi hum bhi saath chale thay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جب کالے بادل گھر آئیں اور بارش زور سے ہوتی ہے
دروازے شور مچاتے ہیں کچھ لوگ یاد آتے ہیں

Jab kaale badal ghar aaye aur barish zor se hoti hai
darwaze shor machate hain kuch log yaad aate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تمہاری یاد کی برسات جب برستی ہے
میں ٹوٹ جاتا ہوں کچے سے جھونپڑے کی طرح

Tumhari yaad ki barsaat jab barasti hai
Main toot jaata hoon kache se jhonpde ki tarah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بارش کی بوندوں میں جھلکتی ہے تصویر تیری
آج پھر بھیگ بیٹھیں ہیں تمہیں پانے کی چاہت میں

Barish ki boondon mein jhalkti hai tasveer teri
Aaj phir bheeg baithe hain tumhe paane ki chaahat mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

december poetry in urdu 2 line

اسے کہنا کہ اپنی قسمت پے ناز کرنا اچھا نہیں ہوتا
ہم نے بارش میں بھی جلتے ہوئے گھر دیکھیں ہیں

Use kehna ke apni qismat pe naaz karna acha nahi hota
Hum ne barish mein bhi jalte hue ghar dekhe hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بارشوں میں چلنے سے اک بات یاد آتی ہے
پھسلنے کے خوف سے وہ ہاتھ تھام لیتے تھے

Barishon mein chalne se ek baat yaad aati hai
Phisalne ke khauf se woh haath thaam lete thay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں کیسے سرد ہا تھوں سے تمہارے گال چُھوتا تھا
دسمبر میں تمہیں میری شرارت یاد آ ئی گی

Main kaise sard hawaaon se tumhare gaal chhoota tha
December mein tumhe meri sharaarat yaad aayegi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مجھے آب فرق نہیں پڑتا دسمبر بیت جانے کا
اداسی میری فطرت ہے اسے موسم سے کیا لینا

Mujhe ab farq nahi padta December beet jaane ka
Udasi meri fitrat hai use mausam se kya lena
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اب کے پھر لوٹ آیا ہے دسمبر یادیں
پھر اتریں گی دھند کی صورت

Ab ke phir loot aaya hai December yaadein
Phir utrein gi dhund ki soorat
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

love december poetry in urdu

اتنے سلیقے سے تم یاد آتے ہو
جیسے بارش ہو وقفے وقفے سے

Itne saleeqe se tum yaad aate ho
Jaise barish ho waqfe waqfe se
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مجھے موسم سے کیا لینا نومبر ہو دسمبر ہو
میرے سب رنگ تجھ سے ہیں بہاروں کے خزاؤں کے

Mujhe mausam se kya lena November ho December ho
Mere sab rang tujh se hain bahaaron ke khazaon ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نہ وہ ھوائیں نہ بارش نہ سردی کا وہ عالم دسمبر
پہلے تو کبھی ایسے تیرا آنا نہ ہوا

Nah woh hawaayein nah barish nah sardi ka woh aalam December
Pehle to kabhi aise tera aana nah hua
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بارشوں میں پتنگیں اڑایا کرو زندگی کیا ہے
خود ہی سمجھ جاؤ گے

Barishon mein patangayin uraya karo zindagi kya hai
Khud hi samajh jao ge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پوچھتے تھے نا کتنا پیار ہے تم سے
لو گن لو اب بارش کی بوندیں

Puchhte the na kitna pyaar hai tum se
Lo gin lo abhi barish ki boondain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بارش ختم ہو جائے تو
چھتری بوجھ لگنے لگتی ہے

Barish khatam ho jaaye to
Chhatri bojh lagne lagti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

About Hanzla

I am Hanzla, founder of Ak Urdu Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Hanzla →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *