Best 2 line Tanhai Poetry in Urdu | Alone Poetry in Urdu

Tanhai Poetry in urdu

We have Tanhai Poetry in Urdu with text, two lines, SMS, and image formats, including Dard e Tanhai, Dasht e Tanhai, Raat ki Tanhai, main aur meri Tanhai, sham e Tanhai Shayari, loneliness, and sad tanhai poetry in Urdu.

We sometimes feel sad and want to live alone; then we overthink; we don’t like someone else; that’s an essential time; maybe we take the wrong actions and lose our lives forever. For that time, if you read our Tanhai Poetry in Urdu, we are sure you will be fair and think simply for yourself.

Table of Contents

main aur meri tanhai poetry in Urdu

Tanhai poetry in Urdu is something you can share with those you love to touch their reality. You are alone, and you need them now. It’s a beautiful way to say loneliness to someone. When you use soft and heartfelt words to describe someone, others will be branded; therefore, saying your loneliness with golden words is the best way to use Deep, Lonely, Sad Poetry in Urdu.

جب سے لگا ہے تنہائی کا روگ مجھے
اک اک کر کے چھوڑ گئے سب لوگ مجھے

Jab se laga hai tanhai ka rog mujhe,
Ek ek kar ke chhod gaye sab log mujhe
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ساتھ چلنے کو چلے تھے سب دوست لیکن
میری منزل کا ساتھی میرا سایہ نکلا

Sath chalne ko chale the sab dost lekin,
Meri manzil ka saathi mera shadow nikla
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سورج بھی اس کو ڈھونڈنے وآپس چلا گیا
اب ہم بھی گھر لوٹ چلیں شام ہو گئی ہے

Sooraj bhi usko dhoondhne chala gaya,
Ab hum bhi ghar laut chalein, shaam ho gayi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دیکھو نہ کتنے اداس ہیں تمہارے بنا ہم
ترس نہیں آتا تمہیں ہم کو یوں تنہا چھوڑ کر

Dekho kitne udas hain tumhare bina hum,
Tars nahi aata tumhein humko yun tanha chhod kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دو گھڑی سکون کی خاطر ہم نے برسوں عذاب جھیلا ہے
اسے کہنا آج بھی اک شخص تیرے ہوتے ہوئے اکیلا ہے

Do ghante sukoon ki khatir humne barson azaab jhela hai,
Use kehna aaj bhi ek shakhs tere hote huye akela hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

tanhai poetry in urdu text

آخری آئینہ بھی توڑ دیا
میری تنہائی اب مکمل ہے

Aakhri aaina bhi todiya,
Meri tanhai ab mukammal hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏یوں نہ کہو کہ قسمت کی بات ہے
میری تنہائی میں کچھ تمہارا بھی ہاتھ ہے

Yun na kaho ke qismat ki baat hai,
Meri tanhai mein kuch tumhara bhi haath hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اب تو تنہائی بھی رو دیتی ہے
مجھے اتنا تنہا دیکھ کر

Ab to tanhai bhi ro deti hai,
Mujhe itna tanha dekh kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تجھ سے بچھڑے تو یوں ہوئے بے آسرا
سہارا لیا دیوار سے وہ بھی پیچھے کو ہٹ گئی

Tujh se bichhaday to yun huye be asar,
Sahara liya deewar se woh bhi peeche ko hat gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میری روح کو تنہائی کی زنجیر پہنا کر
وہ میرے پاس تو ہوتا ہے مگر میرا نہیں ہوتا

Meri rooh ko tanhai ki zanjeer pehnakar,
Woh mere paas to hota hai magar mera nahi hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

tanhai poetry in Urdu SMS

ہنس نہ اتنا بھی فقیروں کے اکیلے پن پہ
جا خدا تجھ کو بھی میری طرح تنہا رکھے

Hans na itna bhi fakiron ke akelay pan pe,
Ja Khuda tujhko bhi meri tarah tanha chhod kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سارا شہر اس کے جنازے میں شریک تھا
وہ ایک شخص جو تنہائی کے خوف سے مر گیا

Sara sheher us ke janaze mein shareek tha,
Woh aik shakhs jo tanhai ke khauf se mar gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تنہائی بہتر ہے جھوٹے لوگوں
سے اور بے مقصد باتوں سے

Tanhai behtar hai jhootay logon se,
Aur be maqsad baaton se
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہر رات میرا دل خود سے یہ سوال کرتا ہے
ہر کسی کا ساتھ نبھانے والے خود کیوں تنہا رہتے ہیں

Har raat mera dil khud se yeh sawaal karta hai,
Har kisi ka saath nibhane wale khud kyun tanha rehte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تنہائیوں کی جان جلاوں میں یوں ہی رات بھر
خود ہی دروازے پہ دستک دوں خود ہی پوچھوں کون

Tanhaiyon ki jaan jalawon mein yun hi raat bhar,
Khud hi darwazay pe dastak doon, khud hi poochon kaun
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

tanhai poetry in urdu 2 lines

جس پر زہر اثر نہیں کرتا
تنہائی اسے بھی مار دیتی ہے

Jis par zehr asar nahi karta,
Tanhai use bhi maar deti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سب سے زیادہ آن لائن رہنے والے لوگ
حقیقی زندگی میں سب سے زیادہ تنہا ہوتے ہیں

Sab se zyada online rehne walay log,
Haqeeqi zindagi mein sab se zyada tanha hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ایک تنہائی کے سوا کچھ نہ رہا پاس میرے
میں نے اپنے سے زیادہ چاہا تھا اپنوں کو

Aik tanhai ke siwa kuch nahi raha paas mere,
Maine apne se zyada chaha tha apnon ko
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم جب آؤ گی تو کھویا ہوا پاؤ گی مجھے
میری تنہائی میں خوابوں کے سوا کچھ بھی نہیں

Tum jab aogi to khoya hua paogi mujhe,
Meri tanhai mein khawabon ke siwa kuch bhi nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بظاہر محفلوں کی جان ہوں میں
لیکن حقیقتا تنہائی کا مارا ہوں

Bazahir mehfilon ki jaan hoon main,
Lekin haqeeqatan tanhai ka maara hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پھر وہ نہ آۓ شام کا وعدہ کر کے
ہم ساری رات شمع جلا جلا کے روۓ
Phir woh na aaye shaam ka wada kar ke,
Hum saari raat shama jala jala ke rovein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

sad tanhai poetry in urdu

منزل بھی اس کی تھی راستہ بھی اس کا تھا
اک ہم ہی اکیلے تھے قافلہ بھی اس کا تھا

Manzil bhi uski thi, raasta bhi uska tha,
Ek hum hi akele thay, qafila bhi uska tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مت پوچھ کیسے گزرے دن اور کیسی گزری رات
بہت تنہا جیے ہیں ہم تجھ سے بچھڑنے کے بعد

Mat pooch kaise guzre din aur kaisi guzri raat,
Bohat tanha jiye hain hum tujh se bichhadne ke baad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

لاکھ سمجھاؤ فوائد مجھے تنہائی کے
مجھے جینا ہی نہیں تجھ سے کنارہ کر کے

Lakh samjhaun faiday mujhe tanhai ke,
Mujhe jeena hi nahi tujh se kinara kar ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کہنے لگى ہے اب تو تنہائی بهى مجھ سے
مجھ سے ہى کرلو محبت ميں تو بےوفا نہيں

Kehne lagi hai ab to tanhai bhi mujh se,
Mujh se hi karlo mohabbat mein to bewafa nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اپنی تنہائیی میں بہتر ہوں
مجھے ضرورت نہیں عارضی سہاروں کی

Apni tanhai mein behtar hoon,
Mujhe zarurat nahi aarzi saharon ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جس نے ہر پل ساتھ نبھایا ہے
وہ کوئی اور نہیں میرا سایا ہے

Jis ne har pal saath nibhaya hai,
Woh koi aur nahi mera saaya hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dard e tanhai poetry in urdu

اپنوں نے بھی نہ سوچا کہ اجڑوں گی تو کدھر جاوں گی
آشیانہ جن کا نہ ہو وہ پرندے اکثر مر ہی جاتے ہیں

Apnon ne bhi nah socha ke ujrenge to kahin jayenge,
Ashiyana jin ka na ho, woh parinde aksar mar hi jaate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تنہایوں میں سکون ہے
محفلوں میں دل ٹوٹ جاتے ہیں

Tanhaiyon mein sukoon hai,
Mehfilon mein dil toot jaate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

توں بھی نہیں تھا میرے پاس دلاسے کے لیے
میں اپنی ہی بانہوں میں سر رکھ کے رو پڑی

To bhi nahi tha mere paas dilaase ke liye,
Main apni hi baahon mein sar rakh ke ro padi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ساتھ چلنے کو چلے تھے سب دوست لیکن
میری منزل کا ساتھی میرا سایہ نکلا

Saath chalne ko chale thay sab dost lekin,
Meri manzil ka saathi mera saaya nikla
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آج میں نے سائے سے پوچھا کیوں چلتے ہو میرے ساتھ
کہنے لگا اور کوئی جو نہیں چلتا تیرے ساتھ

Aaj maine saaye se poocha kyun chalte ho mere saath,
Kehne laga aur koi jo nahi chalta tere saath
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

loneliness tanhai poetry in urdu

‎میں نے لوگوں کی بھیڑ میں
لوگوں کو لوگوں کیلئے ترستے دیکھا ہے

Maine logon ki bheed mein,
Logon ko logon ke liye trust dekha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تھک گئے ہیں تنہائی میں زندگی بسر کر کے
کوئی نہیں ہے ہمسفر میرا اب زندگی میں

Thak gaye hain tanhai mein zindagi basar kar ke,
Koi nahi hai hamsafar mera ab zindagi mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مجھے اچھا لگتا ہے اپنی ذات میں گم رہنا
مجھے بهاتا ہی نہیں لوگوں سے شناسائی کرنا

Mujhe achha lagta hai apni zaat mein gum rehna,
Mujhe bhaata hi nahi logon se shanaakht karna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏خود سے لڑتا ہوں بگڑتا ہوں منا لیتا ہوں
میں نے تنہائی کو اک کھیل بنا رکھا ہے

Khud se ladta hoon, bigarta hoon, mana leta hoon,
Maine tanhai ko ek khail bana rakha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ایک چائے دو کپوں میں برابر سی بانٹ کر
اکثر کیا ہے فرض کہ تنہا نہیں ہوں میں

Ek chaye do kapron mein barabar si bant kar,
Aksar kya hai farz ke tanha nahi hoon main
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آج تو رات کا اندھیرا بھی پوچھ رہا تھا
کہاں گیا وہ رات بھر بات کرنے والا

Aaj to raat ka andhera bhi pooch raha tha,
Kahaan gaya woh raat bhar baat karne wala
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Raat ki Tanhai Poetry in Urdu

مت پوچھ کیسے گزرے دن اور کیسی گزری رات
بہت تنہا جیے ہیں ہم تجھ سے بچھڑنے کے بعد

Mat poochh kaise guzre din aur kaisi guzri raat,
Bohat tanha jiye hain hum tujh se bichhadne ke baad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم پہلے ہی جی رہے تھے اداس راتوں میں اکیلے
آپ کے جانے کے بعد رونق اور بڑھ گئی

Hum pehle hi ji rahe thay adas raaton mein akelay,
Aap ke jaane ke baad ronaq aur barh gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ویسے کہنے کو تو اپنے بہت ہیں میرے اس جہاں میں
لیکن ہر بار خود کو ہی اپنے ہونے کا احساس دلایا میں نے

Waise kehne ko to apne bahut hain mere is jahaan mein,
Lekin har baar khud ko hi apne hone ka ehsas dilaya maine
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اکیلا ہوں اکیلی زندگی کی شام کر دونگا
میں اپنی ہر خوشی تنہائیوں کے نام کر دونگا

Akela hoon, akeli zindagi ki shaam kar doonga,
Main apni har khushi tanhaiyon ke naam kar doonga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تھک گئے ہیں تنہائی میں زندگی بسر کر کے
کوئی نہیں ہے ہمسفر میرا اب زندگی میں

Thak gaye hain tanhai mein zindagi basar kar ke,
Koi nahi hai hamsafar mera ab zindagi mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Deep Lonely Sad Poetry in Urdu

توں بھی نہیں تھا میرے پاس دلاسے کے لیے
میں اپنی ہی بانہوں میں سر رکھ کے رو پڑی

To bhi nahi tha mere paas dilaase ke liye,
Main apni hi baahon mein sar rakh ke ro padi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دل تو کرتا ہے کہ میں خرید لوں تیری تنہائی
مگر افسوس میرے پاس خود تنہائی کے سوا کچھ نہیں

Dil to karta hai ke main khareed loon teri tanhai,
Magar afsos mere paas khud tanhai ke siwa kuch nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تمام رات میرے گھر کا اک در کھلا رہا
میں راہ دیکھتی رہی وہ راستہ ہی بدل گیا

Tamam raat mere ghar ka ek dar khula raha,
Main rah dekhti rahi woh rasta hi badal gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آج پھر اس تنہا رات میں انتظار ہے اس شخص کا
جو کہا کرتی تھی تم سے بات نہ کرو تو نیند نہیں آتی

Aaj phir is tanha raat mein intezaar hai us shakhs ka,
Jo kehti thi tum se baat nahi karo to neend nahi aati
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اکیلے رہ جاتے ہیں وہ لوگ
جو خود سے زیادہ دوسروں کی فکر کرتے ہیں

Akelay reh jaate hain woh log,
Jo khud se zyada doosron ki fikr karte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دونوں اک ندی کی طرح تھے جدا
وہ اس پار اکیلا میں اس پار تنہا تھا

Donon ek nadi ki tarah thay juda,
Woh is paar akela, main us paar tanha tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

saya tanhai poetry in urdu

یوں ہے کہ یہاں نام و نشاں تک نہیں تیرا
اور تجھ سے بھری رہتی ہے تنہائی ہماری

Yun hai ke yahan naam o nishaan tak nahi tera,
Aur tujh se bhari rehti hai tanhai hamari
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میرے تابوت پہ تم سسکیاں لکھنا
اور لکھنا کہ ہجر میں مر گیا آخر

Mere taboot pe tum siskiyan likhna,
Aur likhna ke hijr mein mar gaya aakhir
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

الجھے گی وہ خود سے ہر روز کئی بار
بھاگے گی دیکھے گی کہیں دستک تو نہیں ہے

Uljhe gi woh khud se har roz kayi baar,
Bhage gi dekhe gi kahin dastak to nahi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

About Hanzla

I am Hanzla, founder of Ak Urdu Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Hanzla →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *